Gulshan Kumar and T-Series presents Bhushan Kumar’s “Taaron Ke Shehar” sung by Neha Kakkar and Jubin Nautiyal. The song depicts a tale of an intense love story followed by pain and separation featuring Neha Kakkar & Sunny Kaushal. The song is composed and penned by Jaani.
Song: Taaron Ke Shehar
Featuring:- Neha Kakkar & Sunny Kaushal
Singers:-Neha Kakkar & Jubin Nautiyal
Lyrics, Composer and Music:- Jaani
Music Programming:- Gaurav Dev and Kartik Dev
Mix & Mastered By:- Gurjinder Guri and akash
Neha Kakkar’s vocals recorded at AMV by Rahul M Sharma
Assist By Samir Dharap
Guitar:- Shomu Seal
Guitars recorded at T series studio
Recorded by Surajit Ghosh Mazumdar
Video Director :- Arvindr Khaira
Na chain se jeene degi
Na chain se marne degi
Na chain se jeene degi
Na chain se marne degiHaan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degiChalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi
Jo tum na meri baahon mein
Main to so nahi sakta
Khuda ne tujhko diya mujhe
Tujhe main kho nahi saktaMain mar jaunga agar kabhi
Kehna pad gaya yeh sanam
Main tera hi hoon
Magar tera ho nahi saktaHamein maar hi na daale
Buri nazar yeh logon ki
Yeh hath chhudayenge
Na hath pakadne degiHaan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi
Chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degiLog humse jalte hain
Jalte hain is baat pe
Kyun itne zyada khubsoorat
Lagte hain hum sath meinLog humse jalte hain
Jalte hain is baat pe
Kyun itne zyada khubsoorat
Lagte hain hum sath meinJo bhi ishq mein hote hain
Hote hain deewane se
Khushi nahi dekhi jaati
Mohabbat ki zamane seMujhe pata hai oh janam
Chahe kuchh bhi ho jaaye
Tu khud mar jayegi
Jaani na marne degiHaan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi
If you Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report here or Contact us with Correct Lyrics.